Wednesday, January 7, 2009

Jaate hain sab jidhar wahaan kya kaam hai mera,

Jaate hain sab jidhar wahaan kya kaam hai mera,

Mere liye to koi Raasta Seedha nahi jata


Raahen banaata hoon khud khoj kar apni

Mujhko puraane Raaston pe chalna nahi aata!!!!


Dunia ke saath ghumnaam sa ghooma kiya bahut,

Ab dard-e-ghumnaami hai jo sahaa nahi jata!!!!


Leeko ko peeta karte hain aur wo bujdilee ke saath,

Puraani unhin leeko pe fir se chala nahi jata!!!!


Sabke liye DUAAON me uthaate rahe the haath,

"BEGAIRAT" agar banta to kuchh aage nikal jata!!!!


Khud ko bhi khud se door rakh dekha kiye sada,

Ensaan ke mijaaz ko samjhaa nahi jata!!!!


Raahon ke DARD chunta raha Gairon ke yoon sada,

DIL ka kisi ke DARD ab dekha nahi jata!!!!


Dunia se juda TOO kis tarah ban gaya "DARDEE",

Aastaan-e-teri humse to jaya nahi jata!!!!

!!!!!!!TULI d DARDEE!!!!!!!

sdsdsdsds

No comments: